Zamane Bhar Ki Khushiyon Ko Lyrics
Agar ho tum to
Mai khud ko bhula du
Tere khwabon khyalon mein
Yuhi mai behta rahu
Agar ho tum to
Hai phir kya kehna
Tere wadon iradon mein
Yuhi mai udta rahu
Zamane bhar ki khusiyon ko
Tere daaman mein bhar dunga
Tu maange ek sitara chaand
Mai tere hath mein rakh dunga
Agar ho tum to darna kya
Hai tera hai mera
Hamara ye sara jaha
Agar ho tum to
Sath khuda hai
Hai tera hai mera hai
Hamara ye sara jaha
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum
Kitne siyane dekhe
Kitne deewane dekhe
Dil ke thikano me
Han tumsa nahi dekha
Dil ke fasaano me
Sonimmaahiwalo me
Dil ne jaha dekha
Ha tumsa nahi dekha
Zamane bhar ki mohabbat ko
Han tere naam mai kar dunga
Tu keh de ek dafa to
Baahon mein tujhe aaj main bhar lunga
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum
Apna pata na pau
Janu na kaha mai jau
Ek tere bin o maahi
Mera aur kya
Naino mein tujhko bhar lu
Khud ko main kabil kar lu
Ek tere bin o maahi
Mera aur kya
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum.