Sawan Ka Mahina Aaye Hai Bholenath Lyrics – Swati Mishra

 

Sawan Ka Mahina Aaye Hai Bholenath Lyrics

Sawan Ka Mahina
Aaye Hai Bholenath
Hawa Ke Kan Kan Mein
Gunje Hai Damru Dam Dam Aaj

Sawan Ka Mahina
Aaye Hai Bholenath
Hawa Ke Kan Kan Mein
Gunje Hai Damru Dam Dam Aaj

Shiv Hi Hai Satya Aur
Shiv Hai Ananata
Shiv Hi Anaadi Aur
Shiv Bhagwanta

Shiv Hi Hai Satya Aur
Shiv Hai Ananata
Shiv Hi Anaadi Aur
Shiv Bhagwanta

Shivshankar Ki Mahima
Aur Bhakton Ko Hai Naaj
Hawa Ke Kan Kan Mein
Gunje Hai Damru Dam Dam Aaj

Sawan Ka Mahina
Aaye Hai Bholenath
Hawa Ke Kan Kan Mein
Gunje Hai Damru Dam Dam Aaj

Chinta Nahi Hai Koyi
Ab Hame Kaal Ki
Kyoki Kripa Hai
Humpe Us Mahakal Ki

Chinta Nahi Hai Koyi
Ab Hame Kaal Ki
Kyoki Kripa Hai
Humpe Us Mahakal Ki

Kaal Bhi Darta Jisse
Woh Hai Bhole Sarkar
Hawa Ke Kan Kan Mein

Sawan Ka Mahina
Aaye Hai Bholenath
Hawa Ke Kan Kan Mein
Gunje Hai Damru Dam Dam Aaj

Hawa Ke Kan Kan Mein
Gunje Hai Damru Dam Dam Aaj

Hawa Ke Kan Kan Mein
Gunje Hai Damru Dam Dam Aaj

Similar interest