Hoga Jaha Pe Andhere Ka Sawera Lyrics
Kabhi na kabhi to miloge humko yakeen hai

Ho Kabhi na kabhi to miloge humko yakeen hai

Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yaha ek pal

Hoga Jaha Pe Andhere ka Sawera
Hoga wahi pe hamara bhi basera
Manzil wahen hai jahaan hai tumhara nishaan ho
Jeena hai mar jana hai
Kuchh aisa kar jana hai
Zinda rahe pyaar ki dastaan dastaan ho
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yaha ek pal
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yaha ek pal
Dil pe khayalo ki barf jami hai
Bheega hai aalam, nigaho mein nami hai
Kis bhool ki jaane humko mili hai saza ho
Sab zakhm gehre se hain
Lamhaat thehre se hain
Tham jayega dard ka silsila silsila ho
Kabhi na kabhi to miloge humko yakeen hai
Kabhi na kabhi to miloge humko yakeen hai
Ho Kabhi na kabhi to miloge humko yakeen hai
Kabhi na kabhi to miloge humko yakeen hai
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yaha ek pal
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yaha ek pal
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yaha o
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahaan