Kabutar Mare Gulel Se Lyrics
Rohit sardhana saath tere beej bote hai
Jaha par tera raj cale
Tanne usi jagah se uthawenge
Badmashi kya hoti hai
Ham tujhko batlawenge
Are bair mera sehat ke liye hanikarak hai
Yaar tera badmashi ka khalnayak hai
Khalnayak hai
Meri dusmani ke tu kahan abhi layak hai
Kabutar mare gulel se
Kade baaj nahi marte
Balak hoke bete baap ki
Hod nahi karte
Here meri gelya rehke
Jisne naam kamaaya hai
Pith ke paache usne hi
Hame bura bataya hai
Aise log yaari ke na layak hai
Yaar tera badmashi ka khalnayak hai
Khalnayak hai
Meri dusmani ke tu kaha abhi layak hai
Mere naam ka tere saher me jaap hota hai
Baap to aakhir beta baap hota hai
Rahe kitne sootur up me ve sare apne khaas hai
Chacha mera pradhaan hai
Aur bhai bada badmash hai
Mera dada chetra ka vidhayak hai
Naam mera ek kaand aa gaya
Princepal ki nolej me
Yaar tera sarrata kha gaya
Aake bich college me
Rohit sardhana sath tere beej bote hai
Copy karne wale kade na brand hote hai
Harinder nagar aar paar ka gayak hai
Yaar tera badmaashi ka khalnayak hai
Khalnayak hai
Meri dusmani ke tu kahan abhi layak hai.